Kya Aap Kar Rahe Hai Relience 4G Use Aur Mobile Battery Backup se Hai Paresan To karen problem ko solve.

By
Advertisement



Relience jio 4g

Hi friends ye main aapko bahut hi acchi post batane ja raha hoon. Ki Internet ke sath kaise karte hai battery backup ko inceras aur kaise bachate hai overheating se. current me Relience jio users ne apne Network users ke liye free me Simcard ka Distribution kiya hai. aur kar bhi raha hai. jisme scheme ke chalte hue jio users ko daily 4 GB Data Aur uske sath bahut si free service mil rahi hai. Is khas scheme ke chalte hue bahut se users ne apne android mobile me Relience jio 4G ka App install kar liya hai. Aur un subidhao ka free me lutf uta rahe hai. but ek problem se bahut paresan hai, us problem ka name hai battery backup. jo users Relince jio ko use to kar rhe hai but  unke mobile ki battery jyada der tak nahi tikti hai. to bas main isi problem ko solve karne ke liye aapko ye tips batane ja raha hoon.

Problem ko Fix karne ke liye karen Ye Tips Use.



1-) Dear Relience Jio Users aap log sabse pahle ye khas cheez ko chek karen ki aapke area me iske
      network kaise aate hai. network week hone se aapke mobile ki battery capacity jaldi kahatm ho jayegi.

2-) Network Problem hote hue bhi aap iski free subidhao ka lutf lena chahte ho to apne yahan jio portable
      wi-fi router ko lagbaye aur usi ko use karen. ye aapko jio portable priew offer ke sath free me milega.
      isse aapko bahut fayda milega jaise ki aapke network ko yahi search karega aur issi se aapke mobile me
      internet bhi chalega.


3-) Aapne ye kam to kiya hi hoga ki relince jio simcard purchase karne se pahle apne mobile me my jio ka
      app to install kiya hi hoga.

4-) Is app me dekhiye aapko neech bahut se option dikhai de rahe honge. jaise ki jio sinema jio tv aur bhi
      bahut se jo automatic background par chalte rahte hai. aur aapke battery ko khatm karte rahte hai.

5-) Ager aapko apne battery backup ko save rakhna hai to ye background apps ko unistall kar de. aur han
      caho to my jio app ko bhi unistall kar do. aisa karne se aapko kai fayde honge ek to aapka battery
      backup increas ho jayega aur sath hi me aapka storage bhi free ho jayega.

6-) Apne mobile se wi-fi hotspot ko keval kam ke time hi on rakhe waki time off hi rahne de. isse aapka
      battery backup bad jayega.

7-) Apne mobile ki brightness ko kam rakhe. isse bhi aapke battery backup par bahut asar padega.

0 comments:

Post a Comment