Hi friends jaisa ki hume pata hai aur hum jante hai ki keyboard shortcut humesa se hi experienced users like karte aa rhe hai, aur unke liye ye shortcut key bahut hi usefull hue hai. badi process ko keyboard se shortcut key ka use karke use jaldi kiya ja sakta hai. to fir chaliye hum jante hai ki wo koun si keyboard ki shortcut key hai, jo hamare internet browsing ko fast bana sakti hai.
Keyboard Shortcut Key for Fast Internet Browsing.
1-) Browser me new window open karne ke liye. (Ctrl+N)
2-) Open Browser me New Tab Open karne ke liye. (Ctrl+T)
3-) Present Time Browser window ko close karne ke liye. (Altr+F4)
4-) Present time browser tab ko close karne ke liye. (Ctrl+W)
5-) Privet Browsing window ke liye. (Ctrl+Sift+N)
6- Close Tab ko Reopen karne ke liye. (Ctrl+Sift+T)
7-) Present time open tab ko bookmark karne ke liye. (Ctrl+D)
8-) Download History dekhne ke liye. (Ctrl+J)
9-) Browsing History dekhne ke liye. (Ctrl+H)
10-) Present Time Page me search karne ke liye. (Ctrl+F)
11-) Search Result par jane ke liye. (Ctrl+G)
12-) Search kiye hue back results par jane ke liye. (Ctrl+Sift+G)
13-) Previous page par jane ke liye. (Altr+Left Key)
14-) Next Page par jane ke liye. (Altr+Right Key)
15-) Next Tab par jane ke liye. (Ctrl+Tab)
16-) Back Tab par jane ke liye. (Ctrl+Sift+Tab)
17-) Page ko reload karne ke liye. (F5)
18-) Page process ko stop karne ke liye. (Esc)
19-) kai tab open hone par unme se kisi ek tab parv jane ke liye. (Ctrl+Tab No.)
20-) Browers Address bar me jane ke liye. (F6)
21-) kisi website ka address dalte time usme aage www. aur peeche .com lagane ke liye. (Ctrl+Enter)
22-) Webpage ko scrol karne ke liye. (Sift+Space)
23-) Webpage me sabse upar jane ke liye. (Home)
24-) Webpage me sabse neeche jane ke liye. (End)
25-) Webpage me Zoom karne ke liye. (ctrl+ Plus)
26-) Webpage me Zoom Out karne ke liye. (ctrl+ Minus)
27-) Browser History or other cheezo ko clear karne ke liye.(Ctrl+sift+Delete)
28-) Browser ko Full screen karne ke liye. (F11)
29-) webpage ko print karne ke liye. (Ctrl+P)
Dosto yahi hai wo list jo aapke internet Browsing ko fast bana sakti hai.... Thank You.
0 comments:
Post a Comment