Badaye Apne Laptop ki Battery ka Backup.
Dear Friends main aap logo ko battery ki problem ka solution bata raha hoon. aaj kal battery backup ki bhi bahut badi problem hai. Ye battrey problem bhi do type ki hoti hai. Ek to battery ka damage ho jane ki bajah se uske backup me problem aa jati hai. ya fir nayi window install karne ke bad humare pass jo motherboard ke driver hote hai, unhe install na karne ki bajah se. to dosto kaise karte hai battery backup ko fatafat solve.
Aise Badaye battery ka Backup.
Sabse pahle aap apne computer ko on ka leejiye. iske bad start menu par jakar click keejiye aur control panel option par Double click karke open kar leejiye. control panel open karne ke bad aap usme dekhiye aapko ek power option likha hua dikhai de raha hoga. power option me jakar aap monitor section me dekhiye isme Turn Off name ka ek option diya gaya hai. jaise hi aap Turn Off option par click karenge to aapke samne kai option open ho jayenge, wo sabhi option display britness aur battery se relative option hote hai un options ki help se aap apne laptop ke power managment sechudle ko change kar sakte ho. example ke tour par main aapko bata doon ki work karte karte takhabat si mahsoos hone ke karan computer ko jyada der tak touch na karne se uska battery backup kaise bachaye to uske liye aapko unih options me usko set karne ka option mil jayega. jaise computer ko chalate-2 usko 30 minute bad chalana hai to aap usme time set kar deejiye aur wo aapka computer automatic 30 minute bad re open ho jayega aur battery backup save bana rahega. aur han aap power setting option ko dekhe aapke samne do option aur dikhai de rahe honge.
1- Turn Off Hard Disk
2- system standby
Inko set karne ke liye Advance optin me jakar When I Close The Lid To My Portable Computer Option Ko Chun Le. Jaise hi option ko aap chooese kar lenge bs fir kya ho gayi aapki battery backup problem solve.

0 comments:
Post a Comment