Hello Friends Ager Aap log internet ko use karna chahte hai, aur ye bhi chahte hai ki hum internet word me hide bhi rahe to aisa karne ke liye karen. Bs Friends isi tips ko main aap logo ko batane ja raha hoon. ki kaise gumnam rahakar internet ki dunia me mast rahe. aisa karne ke liye aapko ek app ki jaroorat bhi padegi. us app ka name hai F Secure company Ka Freedom app hai. jo F Secure Cloud ke Trough internet ko connect rakhne me aapki help karta hai. Aur dosto sabse badi bat to ye hai ki ye aapke system ka IP Address Ko Hide karke rakhega. Aap apne system ke IP Address Ko Option Me Choose karke Hide bhi kar sakte hai. Isme aap apni Virtual Location bhi change kar sakte hai ager aapki virtual location india hai to aap virtual location ko change karke usko kisi bhi country name me change kar sakte hai. Example US, Germany, UK, Finland And any others.
Aisa Karne se aap log un services ka bhi use kar sakte hai, kuch aisi services hoti hai jo aapke home country me avilable hoti hai aap unko to kar sakte ho. but jo services home country se bahar hai yani ki unko aap use nahi kar sakte aap iske trough unko bhi use kar sakte ho.
Note- Dear viewer`s aap logo ko ye bat yad rahe ki koi bhi tips tricks ka galat use na karen ager aap galat use karte hai to aap uske Khud jimmedar honge.
Is app ke bahut bade bade kam hai, ye app aapke IP Address ko hide bhi kar sakta hai aur iske sath sath aapko Cyber espionage (Cyber Jasoosi) Aur bhi kai other dangerous options se aapko bacha sakta hai. ye app aisa karne me bhut mahir app hai.
Aapko sayad ye pta na ho ki jab aap internet se connect hote hai tab aapka device us time ek Unique IP Adderss ka use karta hai.
Is aap ki ek aur khas bat ye hai ki ye app kisi bhi type ke users Traffic ya User Name Contact Detail ko Af Secure Log Nahi Karta hai. F Secure Cloud Company ka manna hai ki ye app Internet Connection surkha ke sath sath kahin bhi jane par use karne par Goverment user ya regular user iske trough hide rahkar surffing kar sakte hai. aur haan jab users wi-fi ko use karega tab uska Traffic Code me rahega, aisa hone se users ki communication detail koi bhi nahi nikal sakta aur na hi ksi bhi tareeke se pata kar sakta hai. ye app aapko many typs ki problem se secure rakhta hai aur sath sath jankari bhi deta hai. main aapko kuch example bhi deta hoon.
Example:- Virus Protection and Harmfull Sites And Tracker`s jaise problem se aapko secure rakhega aur aapko jankari bhi dega....Thank you.
0 comments:
Post a Comment