Pandrive Ko Banaye Apne Computer ki RAM

By
Advertisement

Kaise Kare Use.

www.techthetips.com

Computer me RAM ka size kam hone se pc system ki speed par bahut bada fark padta hai. ager aapke computer me RAM ka size kam hai to samaj leejiye yahi reason hai ki aapka  computer slow chal raha hai. aur han aapko ye bat pta bhi hai ki ye problem RAM size ki hai. But Money Problem ke Chalte aap use change nhi kra pa rahe hai, isko solve karne ke liye hum aapke liye bina expence ke bahut hi acchi trick leke aaye hai. is Trick ko use karke aap apne computer ki speed ko bda sakte hai. wo trick ye hai ki aap apne DATA TRAVLER Yani ke pandrive ko is trick me use karenge. ye karne ke liye hum aapko kuch step by step tareeke bta rhe hai aap unhe follow keejiye.

Step:1)   Computer ke USB port me pandrive ko lagaiye. aur
               han pandrive ki capacity minimum 2GB hona
               chahiye to work accha karega.


www.techthetips.com


Step:2)   Ab My Computer ke Icon pr right click keejiye.

                 
                 
www.techthetips.com


Step:3)   computer pr Right click karne se context menu
               open ho gaya hoga uski properties pr click keejiye.  


Step:4)   jaise hi aap properties pr click krenge, to aapke
               samne ek open window open ho jayegi.


Step:5)   Ab aap khuli hui window ki propeties ko open
               karenge. to aapke samne ek dilouge box open ho
               jayega, aap usme se advance system setting par
               click keejie.


Step:6)  Ab aap Advance Tab pr click keejiye, iske bad performance ki setting pr click keejiye.


www.techthetips.com

Step:7)  Ab aapke samne performance window show ho rhi hogi, is window mw aapko advace
par
              click karna hai.

Step:8)  Ab aap Virtual memory ke ander change button par click keejiye.


www.techthetips.com


Step:9) Ab aap dekhiye ki automatically manage paging file size for all drive pr tick mark laga hua
            
            ho to use hata deejiye.
 
Step:10) pandrive ko list me select keejiye. select karne ke bad custom size pr click keejiye aur 
              
              value deejiye, ye value aap keval pandrive ke free space ke brabar hi kar sakte hai.

www.techthetips.com


Step:11) Ab aap Set Button pr click keejiye. 

Step:12) Ab apne pc ko restart kr deejiye. But pandrive ko usi me laga rhne deejiye. ab aapka 

               pandrive RAM ki tarh aapke computer me work kr rha hoga.


-----------------------------------------------------THANK YOU------------------------------------------------------- 





 

0 comments:

Post a Comment