M.S. Excel Chalalne Ke Simple Treeke.

By
Advertisement

_M.S. Excel_



Yah M.S. Office ka ek pramukh Bhag hai. M.S. Excel Micro Soft Corporation dwara 

taiyar kiya gaya sport sheet program hai. ise sankhep me Excel kahte Hai. Is page ka 

sabse adhik prachlit prakarn ya sankaran M.S.Excel 97 ke name se jana jata hai. iska

 naveentam sankaran is samay market me m.s. excel ke samanya gannao se lekar 

anek prakar ke chart banane ke work kiye jate hai.  

 

-:File Menu:-

New:-

                               New Shortcult command...(Ctrl+N)

  Is Command ka Use New file banane ke liye kiya jata hai.


Open:- 

                                            Open Shortcult command...(Ctrl+O)

Is command ka use save ki hui file ko dekhne ke liye ke liye kiya jata hai.


Close:-

                                            Close Shortcult command...(Altr+F4) 

Is Command ka use open ki gayi file ko close karne ke liye kiya jata hai.


Save:-

                                          Save Shortcult command...(Ctrl+S)

Is command ka use user dwara banai gayi file ko save karne ke liye kiya jata hai.


Save As:-

Is command ka use save ki gayi file ka name change karne ke liye kiya jata hai.


Page Setup:-

Is Command ka Use page ko set karne ke liye kiya jata hai.


Print Preview:-

Is Command ka use print karne se pahle uska preview dekhne ke liye kiya jata hai.


Print:-

                                          Open Shortcult command...(Ctrl+P)

Is command ka use printer ke dwara file ko print karne ke liye kiya jata hai.


Exit:-

Is command ka use program se bahar nikalne ke liye kiya jata hai....

 

-:EDIT MENU:- 

Undo:-

Is Command ka Use program me kiye gaye work ko na karne ke liye kiya jata hai.

                          Undo Shortcult command...(Ctrl+Z)

Repeat:- 

Is Command ka use undo kiye gaye karya ko Repeat karne ke liye kiya jata hai.

                             Repeat Shortcult command...(Ctrl+Y)

 Cut:- 

Is command ka use program me taiyar ki gayi file me select kiye gaye area ko cut karne ke liye kiya jata hai.

 

                                     Cut Shortcult command...(Ctrl+X)

Paste:- 

Is Command ke Through cut ya copy ke dwara laye gaye matter ko paste karne ke liye kiya jata hai.

                                    Paste Shortcult command...(Ctrl+V)

Select All:- 

Is Command ka use File ke Sampoorna matter ko chunne ke liye kar sakte hai.

                                  Select All Shortcult command...(Ctrl+A)

 

Delete:- 

Is Command ka prayog Select kiye gaye cell ki value ko khatm karne ke liye kiya jata hai.

 

Delete Sheet:- 

Is Command ka prayog kisi bhi sheet ko khatm karne ke liye kiya jata hai. 

 

Move Or Copy Sheet:- 

 Is Command ka use kisi bhi sheet ki copy karne ke liye kiya jata hai. aur  ek jagah se doosri jagah Replace kar sakte hai.

 

Find:- 

Is Command ka use kisi cell ki value ko janne ke liye kiya jata hai.

 

Replace:- 

Is command ka use work sheet ke andar kisi bhi cell ki value badlne ke liye kiya jata hai.

 

GO TO:- 

Is Command ka use cell N ya Row N jane ke liye kiya jata hai. 

 

.......+By Computer Clinic+...... 

 

 

  

 

 


0 comments:

Post a Comment